Zindgi....

Aahista chal jindagi ,abhi kai karz chukane baki hai. kuch dard mitane
baki hai, kai farz nibhane baki hai
kuch hasrate abhi adhuri hai, kuchh kam bhi aur jaruri hai
khawaishe jo chhut gai es dil me unko dafnana baki hai
kuch riste ban kar tut gaye ,kuch jurte-2 chhut gaye
un tute-chhute risto ke ,jakhmo ko mitana baki hai
aahista chal jindagi..........