Ga sakun apka nagma wo saaaz kahan se laun


Ga sakun apka nagma wo saaaz kahan se laun,
Suna sakun kuch apko wo andaaz kahan se laun,
Yun to chandani ki tarif karna asaan hai,
Kar sakun aapki tarif wo alfaaz kahan se laun…!!!